인기 검색 계정
Pankush Chhabra | Finance(@pankush.chhabra) 인스타그램 상세 프로필 분석: 팔로워 1,263,695, 참여율 5.67%
@pankush.chhabra
인증됨Pankush Chhabra | Finance
✍️Your Education doesn’t teach you this ✍️Finance | Government Schemes | Saving ✍️Spreading Awareness 📩Work-Collabwithpankush@gmail.com
@pankush.chhabra님과 연관된 프로필
연관 프로필이 없습니다
이 계정에 대한 연관 프로필 정보를 찾을 수 없습니다
@pankush.chhabra 계정 통계 차트
게시물 타입 분포
시간대별 활동 분석 (최근 게시물 기준)
@pankush.chhabra 최근 게시물 상세 분석
동영상 게시물 분석
@pankush.chhabra 최근 게시물
Apke ghr konsa cylender ata hai? DBT ( direct benefit transfer) aagar dbt link nahi to jake link karwao aur hr cylender pe subsidy ka faida uthao bank jao bolo dbt link krwana hai vo kr denge ✅ Video apni story pe lgao aur share karo✅ Koi zaruri jankari apse mis na ho isliye follow karlo jisme nahi kra ✅
Reshare karo Save karo share karo follow karo aise boht si jankari btauga✅
Watch till end✅
FD karne se phle ye galatiya mat kro👇 1.Bank ke rate dekhke turant FD mat karwao Sabse pehle inflation dekh.Agar inflation 6% hai aur FD 6.5% de rha real profit = 0.5% Yani asli me kuch kama hi nahi ra. FD tab hi meaningful jab Rate > Inflation + Tax Impact. 2) Tax ko ignore mat kar FD ka interest fully taxable hai. Agar tu 30% tax slab me hai, aur FD 7% de rha: Real return = 7 - 2.1 = 4.9% Aur inflation 6% ho to? Tu loss me ho. Log “safe” ke chakkar me silently paisa gawa dete. 3) 5-10 saal ke liye lump sum ghusa dena = BHOOKH FD ka return fixed hai, but market long term me zyada deta. Long-term paisa Equity / Index Fund me rakho, FD sirf emergency + short term goals ke liye. 4) Bank default risk ko lightly mat lena Yes, bank fail ho sakte hain. Deposit insurance sirf ₹5 lakh tak ka hota hai. Agar tujhe lagta hai “Mera bank to bade naam wala hai” Bro, PMC, Yes Bank, Lakshmi Vilas Bank yaad hai? FD ko multiple banks me spread kar. 5) Fixed mat raho, FD ladder banao Sab ek hi tenure me mat daalo. Example: 1 saal + 2 saal + 3 saal + 5 saal. Ye karta kya hai? Agar rate future me badhe → tu renew karke zyada kama lega. Agar rate gire → kam se kam kuch FD purane high rate pe chal rahi hogi.
Kya apka adhaar link hai? Share karo taki sbko pta lg jaye
Jake check kro aur pao free 2Lakh ka cover Share karo video follow Karo ase aur videos ke liye✅
Note karlo ✅ share karo follow for more
55% se uper mark haj to jaldi apply karo 75000Rs mil rhe hai free me✅ Share karo follow karo for more updates Join karo broadcast channel for link✅
Apply karne ka trika yha hai👇 👉🏻Post Office Monthly Income Scheme 📄 Documents Required: Identity Proof: Aadhaar card, PAN card. Address Proof: Voter ID, Driving licence, Passport, etc. Passport-size photographs. If joint account, ID proofs of all holders 🌝Kaise Apply Karein 1. Post Office jaake “Monthly Income Scheme Account Opening Form” lo. 2. Form bhar ke KYC documents ke sath jama karo. 3. Cash ya cheque se amount jama karo. 4. Account khul jaayega aur ek passbook mil jaayegi. 5. Har mahine interest aapke Post Office savings account me aayega. 👉🏻Senior Citizen Savings Scheme (SCSS) 📍 Kahan Apply Karein: 1.Kisi bhi Post Office me ya bank me (SBI, HDFC, PNB, ICICI, etc.) 📄 Documents Required: •Aadhaar, PAN, Address proof •2 photos •Agar 55–60 age ke ho aur retire hue ho to retirement proof lagega 👉🏻National Savings Certificate (NSC) 📍 Kahan Apply Karein: • Ye sirf Post Office me hi milta hai (banks me nahi). 📄 Documents Required: • Aadhaar & PAN • Address proof • Photo • NSC application form 👉🏻Sukanya Samriddhi Yojana (SSY) 📍 Kahan Apply Karein: • Post Office ya kisi authorised bank me (SBI, HDFC, Axis, PNB, ICICI etc.) 📄 Documents Required: • Girl child ka birth certificate • Parent/guardian ka Aadhaar, PAN, Address proof • Photos of child & gu
Video bht important hai share karo ✅ Follow for more daily updates ✅
Kya apko bonus Mila? Share karo jaldi se aur follow Karo taki koi bhi zruri information apse mis na ho✅
How to buy 10g Gold in 38000?👇 👉Agar tum 9 carat gold kharidna chahte ho, toh reliable jewellers se lena chahiye jahan BIS hallmark aur HUID code dono diye gaye hoon. Isse gold ki authenticity aur purity verify hoti hai. 👉9 Carat Gold Kharidne ke Steps (Hinglish me)BIS hallmarked jeweller se hi gold lo. Jewellery par "375" likha hona chahiye (ye 9K gold ka hallmark number hota hai).Jeweller se BIS certificate aur 6-digit HUID code mangna na bhulo.Trusted jewellers se kharido jahan return policy aur making charge clearly bataye jaate ho. 👉Purity Check Karne ka TarikaDekho ki jewellery par BIS hallmark logo bana hua ho.“375” number dhoondo — ye 9 carat gold की purity ka sign hota hai. 👉.6-digit HUID (Hallmark Unique Identification) code hamesha check karo.Ye code BIS ki official website ya mobile app par verify kiya ja sakta hai.Gold ka rate aur weight compare kar lo, taaki koi mismatch na ho. Share this video taki bakiyo ki bhi help ho✅ Follow Karo ase aur videos ke liye✅